Two Lines Shayeri Text Messages ( 2)
  • Tu usay apni tamanaon ka markaz na bana ,
chand herjai hay har ghar me uter jata hy
  • Mere aankhon kay jadu say tum nawaqif ho faraz
Main usay pagal kar dayti hon jis p mujhay pyar aa jaye...
  • Chahat ki uss manzil pe ja pohancha hun......
Koi dekhe teri janib mujhe acha nahe lagta.....
  • ROOZ aata hay MERE DIL ko Tassalli dene
KHAYAAL-E-YAAR ko MERA Khayal kitna hay…!!!
  • mehsoos ker raha hon main jeene ki talkhyaan.
shayad mujhe kisi se mhubat nahi rahi....!
  • zikar bewafaon ka raat tha sare mahfil.
jhuk gaya humra sir jub tumhra naam aya
  • Yeh Zarori Nahi K Aag se Jal Jaye Bashar,
Baaz Logoun ko muqadar bhi jala dete hain
  • Kal Raat Teri yaaDon KaTasaLsuL Thaitna....
K NeenD Aayi tOAankhon ne BuraMaan Lia...
  • ye keh ker doob gaya aaj ka aakhri suraj,
k hoo sake to isi shab ko abb sehar kehna
  • Kaash K Un k0Aye KhyaalHamari Is BezaarHalat Ka...
W0 L0g J0 ApnaBana K BekhaberSy Rahte Hain...!
  • Woh shaks ju kehta tha tere bina zindgi adhuri hay.......
Bichra tu kehne laga tujhe Chorna meri majboori hay.....