Tujhay apnay hathon ki lakeeron main na basaya to
Phir Kehna!
Aa kay tujhe teray khwabon main na sataya to
Phir Kehna!
Teri sochon main guzar jati hai sati raat
zindagi bhar tujhay raation ko na jagaya to
Phir Kehna!
Dhondtay phiro gey har jaga tum humko
Apnay ishq main tujhay pagal na banaya to
Phir Kehna!