Roz na sahi kisi din yaad kar lena,
"Kay hum dost hain"
Kabhi neend na aaye to humain bhi jaga lena,
"Kay hum dost hain"
Kabhi bhi kuch bhi kehna ho to bila jhijak kehna,
"Kay hum dost hain"
Agar kabhi kuch dena chaho to humain apnay ghum dena,
"kay hun dost hain"
Agar jo na kehna chaho to kabhi alvida na kehna,
"Kay hum dost hain."