Har kisi say jo hum nay wafa ki
Bus yehi zindagi main khata ki
chahaton ka hajoom main tanhai
Mujh ko doston ney he ata ki
Soz e dil yunhi nahi mila hum ko
Bari qeemat thi is ki jo ada ki
Jo hamara na ho saka hum nay
Us kay wastay he dua ki.....