Har kisi say jo hum nay wafa ki
Bus yehi zindagi main khata ki
chahaton ka hajoom main tanhai
Mujh ko doston ney he ata ki
Soz e dil yunhi nahi mila hum ko
Bari qeemat thi is ki jo ada ki
Jo hamara na ho saka hum nay
Us kay wastay he dua ki.....

Good Morning ...
Aaj ki khas khabron k sath
main hon aap ka dost .... ;)
Sab say pehlay Headlines:
I am missing u alot
&
Have a nice day
Aur abb tafseel:
Aaj bhi rozana ki tarah sms
ki barish jari rahay gi
Call anay ka bhi imkan hai
miss call ka badal bhi kafi mobile
per chaye rahain gay
pur din baar baar vibration k jhatkay bhi
lagtay rahin gey
Mazeed khabron k liye dekhte rahain
"Sms News"

Roz na sahi kisi din yaad kar lena,
"Kay hum dost hain"
Kabhi neend na aaye to humain bhi jaga lena,
"Kay hum dost hain"
Kabhi bhi kuch bhi kehna ho to bila jhijak kehna,
"Kay hum dost hain"
Agar kabhi kuch dena chaho to humain apnay ghum dena,
"kay hun dost hain"
Agar jo na kehna chaho to kabhi alvida na kehna,
"Kay hum dost hain."

Life Means...
6 friends , 2 bikes , but no petrol !
Life Means...
Exam night , 6 duffers & no notes !
Life Means...
Sitting on c-view , 6 smokers & one cigaratte !
Life Means...
Freezing Night, 6 pals & 1 cold drink !
Life Means...
One guy , 6 girls & no credit !
Life Means...
Principal's class , 6 bunkers & 1car !
Life Means...
Everything stupid but something sensible
Like Friendship !!!