Thukra ka mohabbat meri kahan janay ka irada hai
Mujhay zindagi kay kis mor per lanay ka irada hai
Ye jo ab khafa khafa say rehnay lagay ho
Ye pyar ka urooj hai ya chor k janay ka irada hai
Jatay jatay ye to bata jao aay dost
Meray pyar main kami thi ya kisi or say dosti ka irada hai
Meray baad meri yaad aaye to mur k na dekhna ay dost
Kyun k teray baad mera bhi is dunya
ko chor kay jana ka irada hai.