Har dum karon yaad tujhay duaon main
Tu sada khush rahay mohabbat ki chaon main
Izat ho teri sab ki nigahon main
koi ghum na milay tujhay zindagi ki rahon main