Lab sil jatay hain jab tum samnay
aatay ho ,
Dil dharkta hai jab nazrein milatay ho ,
Saans ruk jati hai jab muskuraty ho,
.
.
.
.
.
Bhoot ho kia ?
Itna Kyun Daratay Ho ...??

Degrees of girls!
B.A
Beautiful Angel
B.E
Beautiful Eyes
B.Sc
Beautiful Structure Contain
B.L
Beautiful Lips
MBA
Marrid But Atractive
MBBS
Much Beautiful But Stupid.
B.Com
Basically Confidence of Mohabbat
B.B.A
Beauty Broad & Active
L.L.B
Love 4 Leagal BOy
P.H.D
Perfect Healthy Dream Girl

Phir teri yaad aai barish ko dekh kar
Dil per zor na raha apni be'basi dekh kar
Roya is qadar teri yaad main aay dost
Kay barish bhi tham gayi meri barish dekh kar ...

Tujhay apnay hathon ki lakeeron main na basaya to
Phir Kehna!
Aa kay tujhe teray khwabon main na sataya to
Phir Kehna!
Teri sochon main guzar jati hai sati raat
zindagi bhar tujhay raation ko na jagaya to
Phir Kehna!
Dhondtay phiro gey har jaga tum humko
Apnay ishq main tujhay pagal na banaya to
Phir Kehna!