wait



wait




wait







wait




coool





relax



Ok




Ready




start

4



3



2


1


kar do delete :D

Only few caring hearts can easily identify
some little lies in ur smile & some more
truth in ur tears...
Never let them go from ur life !!!

Doctor : Aap k shohar ko mukamal sunkoon ki
zarurat hai
Ye neend ki goliyan hain
Biwi : ye main inhain kis waqt don ?
Doctor : ye aap nay khani hain .

Jantay ho



raat main


sab say ziada



mazza



kab aata hai ?




jab kisi sotay hoay ko jata kar pocha jaye



k





Array so rahay ho kia ?

*Breaking News*
ab aap is sms k zarye
apnay mobile per 'star one'
bilkul free dekh sakte hain
wo b 24 hours




*1

Gabar : kitnay admi thay ?
Samba : sarkar 2
Gabar : Mujhay ginti nahi aati ,
2 kitnay hotay hain ?
Samba : sarkat 2 , 1 k baad aata hai
Gabar : aur 2 k pehlay ?
Samba : 2 k pehlay 1 aata hai
Gabar : tou beech main kaun aata hai ?
Samba : koi nahi
Gabar : to phir dono ek sath kyun nahi aatay?
Samba : 1 k baad he 2 aa sakta hai kyun k 2 ,
1 say bara hai
Gabar : 2 , 1 say kitna bara hai ?
Samba : 2 , 1 say 1 bara hai
Gabar : agar 2 , 1 say 1 bara hai to 1 say 1
kitna bara hai ?
Samba : sarkar mujhay goli maar day

Faslon nay dil ki qurbat ko barha diya hai
Aaj us ki yaad nay be-sabab rula diya hai
Us ko shikwa hai k mujhe us ki yaad nahi aati
Hum nay jis ki yaad main khud ko bhula diya hai

Ek aadmi nay tang aa k kaha
" Is zindagi say to mout achi hai "
Ek dam farishta aaya
Or kehnay laga
Main tuko
Lenay aaya hon
Aadmi : Lo abb insan mazak
bhi nahi kar sakta.

Hanstay raho aap hazaron k beech main
Jesay hanstay hain phool baharon k beech main
Roshan hon aap dunya main is tarah
Jesay hota hai chand sitaron k beech main

Na thi jisko hamray pyar ki kadar
Itefak say usi ko chah rahay thay hum
Usi diye nay jalaya hamray hathon ko
Jis ko hawa say bacha rahay thay hum

* . * . *
* . * . *
* . * . *
*.-- Good Morning --.*
*.__.*"*.__.*"*.__.*
* . * . * . *
Hamesha Muskuratay Raho
* . * . *
* . * . * . *
In Stars Ki Tarah
*.__.*"*.__.*"*.__.*

Uss Ko Chaha
To
Mohabbat ki
Samajh Aai...
Warna
Iss Lafz Ki
Sirf
Tareef Suna
Kartay Thay ..!

Toot jatay hain bikhar jatay hain
Kaanch k ghar main muqadar apnay
Ajnabi to sada pyar say miltay hain
Bhool jatay hain to aksar apnay

Jo
Shakhs
Sajdon Main
Rota
Hai

Ussay
Taqdeer Par
Rona
Nahi Parta
(Hazrat Ali)

Some people dont know
How important their presense is
How good it feels 2 have them arround
How comforting their word are
And
How satisfying is the every thougt
that they exist
They wont know , unless v tell them
I m telling u now , U r valued :)

Hum na badlain gey waqt ki ratar k sath
Hum jab bhi milain gey andaz purana he hoga

Har dum karon yaad tujhay duaon main
Tu sada khush rahay mohabbat ki chaon main
Izat ho teri sab ki nigahon main
koi ghum na milay tujhay zindagi ki rahon main

Hum dosti nibhana jantay hain
Zakham chahey jitna hi gehra ho
Hum marham lagana jantay hain
Hum ko bhulanay ki koshish na karna
Kyun kay
Hum galla dabana bhi jantay hain

Sardar math k paper main dance kar raha tha
Kisi nay pocha
Ye kya kar rahay ho sardar ji
Sardar
Yaar meray dost nay kaha tha k
Her step k number hotay hain .

Wife : aji main agar gum ho gai to
tum kya karo gey ?
Husband:
Its the time to disco
<('.')
/"/>
_/"\_
Kon dhunday ga tujh ko
Kabhi na milay tu mujh ko ...