Ab agar aao to janay kay liye mat aana ,
sif ehsaan jatanay kay liye mat aana,
main nay palkon paya tamanaein saja rakhi hain ,
dil main umeed ki so shamein jala rakhi hain ,
yeh haseen shamey bhujanay kay liye mat aana ,
ab agar aao to janay kay liye mat aana ,
pyar ki aag main zanjeerain pighal sakti hain,
chahnay walon ki takdeerain badal sakti hain ,
tum ho be-bas yeh batanay kay liye mat aana,
abb agar aao to janay kay liye mat aana .