Dastana

|

Sardar! Ik sawal ka jawab to do,
WO konsi ungli hay
jis mein haddi nahi hoti?
Pathan! Nahi pata?
Sardar! Dastaney ki...:P

1st sardar:I am going ka kiya matlab hota hai...
2nd sardar:Main ja raha hon...
1st sardar:Main ayse nahi jane donga pehly jawab de....

Museebat

|

Sardaar ne ek chotay kad ki larki se shadi ki:
Kisi ne poocha tum ne aisa kyun kia.
Sardar: Meray baap ne kaha k
museebat jinni nikki hovay unna changa.

Neend :P

|

1st sardar:oye agar neend na aaey to kia kia jaey?
2nd Sardar:Neend ka intizar kernay se behtar
hai k banda soo hi jaye:p