Aaj phir meri yaadon say usnay ghar ko sajaya hoga,
meri tasveer ko dewaar par usnay lagaya hoga,
najanay kitni baar rait pay likha hoga mera naam usnay,
har baar kisi lehar nay aa kar usay mitaya hoga,
Aay hawa tu ja kay us k ghar say meri yaadain samait lay,
kya pata aaj phir yaadon nay ussay rulaya hoga ...!

CONGRATS.
Your phone has been installed with a new puzzle game.
To play,throw your phone against the wall.
Then assemble the pieces.... :))

Urdu Poetry Sms
Muddat se door the hum aur wo...
Ek zamane k bad milna acha laga...
Saghar se gehri lagi un ki aankhien...
Tairna to aata tha hume par doobna acha laga...
===x===x===x===
Kisi koi mere yaad aaye ek arsa howa...
Koi hai heraan to koi hai tarsa howa...
Is tarha khamosh hai ye dil ye aankhien mere...
Jaise khamosh ho koi badal barsa howa...
===x===x===x===
Aa dekh dil ki nagrii hai uddas tere bin...
Bujhti nahi hai aankhoon ki pyas tere bin...
Zindagi mien to aansoon k sailaab hien...
Karoon kaise khushiyoon ki talash tere bin...

Funny Urdu Sms
Patient: Mujhay beemari hai
Na khaon to bhook lagti hai
Na soun to neend aati hai
Aur agar ziada kaam karon to thak jata hon
Doctor: Sari raat dhoop main betho theek ho jao gey :P
===x===x===x===
Baap:
Beta Shadi Ke Din Susraal Wale
Ghari Dain To Suit Maang Lena,
Bike Dain To Car Maang Lena,
Shop Dain To Ghar.. !!
Beta:
Dady Larki Dain To Uski Maa Maang Loon?? ;-)
===x===x===x===